Header Ads

ब्लॉगर की सुरुवाती लिखाई ?


Blogger Kaise bane 

Blogger banne ke liye apko kuch jada krne ki jarurat nahi hai Aap apne mobile phone se bhi blogging kr sakte hai lakho logo ne blogging se apna future bright kr liya hai blogs me apko sbse pehle ek websites banani hai .

1 .Free Website banaye  

 Websites 
banane ke liye apko sabse pehle to 
Blogger.com me aana padega isme se apko website bina kisi charge ke ban jayega pura details me ek video me bata dunga usko thoda sa aap dekh lijiyega to pta chl jayega

2. Blogger ya WordPress me

Ap sab ko pta chlna chahiye ki WordPress me sabse achchi design ki website bnti h Jo log ke pass paisa h voh log apna website ki suruvat wordpress ke sath suru kr skte hai lekin Jin logo ke pas Paisa nhi h to ap sb blogger.com se bna le 

3.blogger banne ke liye kya jaruri chij aana chahiye

Blogger bachho se lekr bade bujurg log bhi isme apna money earn kr rhe hai Apko to sbse pehle  kuch points bata diya hu niche me dhyan se padhna apka future chenge krne me apka sath jarur dega 

1. Net chalana aana chahiye
2. Mobile ki typing ya pc typing aana chahiye
3. Himmat rkhna chahiye kiu ki ye Kam apki mehnat pe hoga ap jitna mehnat kroge vo apke blogging kr liye acha hoga 
4. Mind creativity hona chahiye 

4. Blogging details

1.Blogging ek sabse achcha tarika hai apke liye apke andar kuch krne ki chahat hogi to ap man lga ke kam krenge blogging me paise jaldi nhi milte apko wait krna hoga apne blogs aur website ko rank krne ke liye

2.Google se Jo search krta hai aur apke blogging se related Google ko Jo achcha lgta hai usko Rank karvane me sabse pehla Google krta hai logo ko apka content mil jata hai aur ap kafi achcha tarika se likhte hai to apke blogs pe log ki traffic aane lagti hai jisse apko earnings hoti hai 

Filhal itna hi aage bataunga dusre blog me 
                             🙏❤️
Read more Online earning
Blogger द्वारा संचालित.